What is going to Indian Politics
Pata Nahi kya ho raha hai aajkal India me esp in the Politics...........
Koi kisi ko blame karta hai koi kisi ko.... and no one is taking the responsibility to correct the things.
Kuch din pahle i mean kal ya day before kal... Rahul Gandhi has made a statement ki "Gandhi family has made Pakistan & they can do whatever they want"..... pata nahi iska thik matlab kya hai but this is as highligheted in the Media.... Kya matlab hai iska... Kya baki logo ka decision koi mayne nahi rakhta.. Ek individual ki soch sab par havi(Dominate) hai... Baki freedom fighter has gone to s****... this all what his statement gives the conclusion...
Ye galat hai... agar politician aise statement denge to kya hoga fir... Kya India kisi ek Insan ya ek family ke decision pe chalti hai.... Nahi... Main aisa nahi manta... Ajjkal Neta log koi statement dete hai fir agle din usko revoke karte rahte hai..... Hum kya kar sakte hai.. I mean a normal Person... Who goes to office & come back in the evening with lots of problems in his mind........
They all Neta kisi ek speak me highlight hone ke liye ya public gather karne ki liye alag alag promotions karte rahte hai.. ki log aaye unki bat sune... what the hell this is.. Hum jin logo ke hath me decision making power dene ja rahe hai.. wahi aisa mante hai to kya hoga... is country ka....
Main is bat ka khul kar support karta hoon ki India should have some strict rules & regulations for all this issues.
Jo bhi Niyam ya Kanoon bante hai wo sare ek Normal person ke liye hote hai... Kisi Neta Ji ke liye nahi... wo ek din kuch bat bolte hai aur doosre din kuch aur......
I request you all to make your comments & suggestion for this blog so that .. hum ek conclusion pe pahuche & apni bat ya concern kuch aur logo tak pahucha sake.
Divyesh
3 comments:
Hi Everybody
Divyesh is absolutly right.Neta to public ka representative hota hai ,unki problems ko goverment k saame present karta hai but aajkal k ye neta, waha khud ko represent kar rahe hain .They are there, for their own bloody purposes..... aur wo hai apni jholi paison se bharna ,pata nahi phir kab "kursi" mile aur mile bhi ya na mile.They have only one policy, "APNA KAAM BANTA , BHAAD ME JAAYE JANTA" and noone else.
politics aur ye politicians is country(hamara pyara bharatvarsh) ko, jise kabhi log "sone ki chidiya" k name se jaante the, dhire dhire khokhla karte ja rahe hain.Angrezon ne to sirf is chidiya ka golden color hi hataya tha but is desh k neta to is chidiya ko "nanga" karne pe tule huye hain.curruption is desh me population ki tarah badhta ja raha hai.sab kuch raam bharose chal raha hai.Ek jamana tha jab neta khud ko janta ka "naukar" samjhta tha aur aaj ka neta janta ko apna "naukar" samjhta hai.
India me democracy hai...sab kuch public k haanthon me hai.wo jise chahe use upar utha de aur jise chahe use neche gira de....but janta bhi kuch kam nahi hai .wo khud apna bhala nahi chahti....jiska jita jagta example hai UP assembly election k results.
Wow Good my friend.... You had made a really true comment.... Sone ki chidiya ab nahi rahi.. hum aage to bad rahe hai... lekin Amir aur garib ka difference badta hi ja raha hai..
Good post.
Post a Comment